Skip to content

Jise Hasna Rona Hai

Sonu Niigaam, Alka Yagnik, Shaan, Udit Narayan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Jise paana khona hai woh pyaar kare Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe Meri jaan woh pyaar kare Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe Meri jaan woh pyaar kare Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam Ek pal ka milan is mein barson ki judaai hai Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai...(repeat 2 times) Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe Meri jaan woh pyaar kare Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi Hote hai khafa rab se jag se lad jaate hai Jo iske deewane hai suli chad jaate hai...(repeat 2 times) Jise khwaab sajana hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Jise paana khona hai woh pyaar kare Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe Meri jaan woh pyaar kare Jise hasna rona hai woh pyaar kare Jise paagal hona hai woh pyaar kare Jise paana khona hai woh pyaar kare