Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zaalima
Abdul Hannan, Hasan Raheem and Shahmeer Raza Khan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tu na jaane main kahaan
Haan, mai to tujh mein rawaan
Kaise khud ko rokun
Ek hi raasta
Haan, ye dikhne laga
Rahi na tujh mein wafa
Zara khud ko roko
De thora aasra
Tera sar aankhon par farmaan, humsafar
Cheeno na mujh se saara mera tum jahaan
Haan, pachtaoun par, kachcha magar ye ghar
Na kar tu dar-guzar ulfat meri, zaalima, o zaalima
O zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?
Zaalima, o zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?
Tu kaun, kyun, kaise, kahaan say
Aa gai mere jahaan mein
Nabz meri tu chalaaye
Aankhon ko thanda karaaye
Duniya ye zaalim, na sunna
Soorat nai seerat main gumna
Haq baat karwi lage to
Ghairon ke saath hi chalna
Tera sar aankhon par farmaan, humsafar
Cheeno na mujh se saara mera tum jahaan
Haan, pachtaoun par, kachcha magar ye ghar
Na kar tu dar-guzar ulfat meri, zaalima, o zaalima
O zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?
Haan, o zaalima, o zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?
Tera peecha kabse maine kiya
Mera jeena tujhse hi hai, piya
Tera peecha kabse maine kiya
Mera jeena tujhse hi hai, piya
Tera sar aankhon par farmaan, humsafar
Cheeno na mujh se saara mera tum jahaan
Haan, pachtaoun par, kachcha magar ye ghar
Na kar tu dar-guzar ulfat meri, zaalima, o zaalima
O zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?
Haan, o zaalima, o zaalima
Kyun badgumaan, zaalima?