Kya Ho Agar (raw)
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Kya ho agar ye waqt se pehle chaand doob
Jaaye toh
Kya ho agar ye aasma se taare gum ho
Jaaye toh
Kya ho aasmaa zami aur ye zamin ta
Ashmaan
Kya ho manzile yahi aur main kahin pe
Dhoondta
Kuch toh hai wajah
Kuch bhi hai nahi vaisa
Kal ka kya pata
Mai jo dhoondta hoon kya yahi hai kya pata
Kya ho agar hawaon ke bhi hote rang
Nazaro sa
Bezubaan jeev seekh le bolna insanon sa
Kya ho agar ye khwab bhi hai asal duniya sa
Kya ho manzile yahi aur main kahin pe
Dhoondta
Kuch toh hai wajah
Kuch bhi hai nahi vaisa
Kal ka kya pata
Mai jo dhoondta hoon kya yahi hai kya pata