Suroor-e-ishq
Mo Boucher
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Haan Janeman
Qabool kar nazam ye tooti footi
Kalam mera kabhi na likhta Baten jhuti muti
Hai zaruri abhi karun haqeeqat ka Izhar mai
Tha kuch bhi mere na paas jab dooba pyar mein
Baat bhi mai kar na pata, tha gawar mai
Baal bhi jamata na mai, na mai waqar mein, kya?
Ashiqi ye khaas, gayi duniya bhaad mein
Nafarman mai par is rishtey ka tabedar mai
Hath salon se tham ke rakha ehtiyat se
Zindagi guzarna chaha sirf tere sath mai
Tere sath mein seedhe raste ki talash mein
Pata chala ki nahi mile hum ittefaq se
Choti har baat ka rakha khayal tu ne pyar se
Ye aaj se nahi, ye hai rishte ki shuruaat se
Khuli rehmat ki khidki bina intezar ke
Zoya ke Noor se mukammal parivar ye
Now listen, me a love me ziggy momma
Being di father of ya baby is an honour
Me putting me head upon ya lap, feels calmer
And me see ya innocence in ya dumb dumb drama
It is real! yeah me love me ziggy momma
Being di father of ya baby is an honour
Me putting me head upon ya lap, feels calmer
And me see ya innocence in ya dumb dumb drama
Samandar ki shadeed thi kefiyat par kashti doobi na
Dur ho gayi majbooriyan ab dur dooriyan
Khoobiyan jab zahir fir kami thi sab se chup gayi
Suroor-e-ishq ki barish se aag bujh gayi
Hairan nahi mai, uspe pe tha hamesha se bharosa
Jisne kushiyon ko zindagi ki rikabi mein parosa
Akhir mein jaan abhi zamana hamare sath mein hai
Aur is rishte ka mustaqbil hamare hath mein hai
Aasman se utar ke dil mein koi baitha hai
Dil ki deewaron pe paron se apne likha hai
Tere sikhane pe pyar kya hai ye sikha mai
Qandil ki roshni sa dil mein mere jalta ye