Bheegi Bheegi Raaton Mein - Carvaan Lounge
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Bheegee-bheegee raaton mein, meethi-meethi baathon mein
Aisee barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banake baadal
Mere badan ko bhigo ke muje chhed rahe ho, chhed rahe ho
Aisa lagtaa hai tum banake ghata
Apanae sajan ko bhigo ke khel khel rahee ho
Haan, khel rahee ho
Saansein sharaarat karne kee ijaazat kyun maang rahee hain?
Hoke ye besudh, saaree hadein kyun laangh rahee hain?
Tum ghata ho, pyaasi zameen hoon main
Bhiga ke tar karne ko ghata ijaazat kyun maang rahee hai?
Ambar khele holi, oe-hoe
Bheegee toharee cholee, hamjolee, hamjolee
Ambar khele holi, uee maan
Bheegee moree cholee, hamjolee, hamjolee
Paani ke is rele mein, saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein kaisa lagtaa hai?
O, paani ke is rele mein, saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banake ghata
Apanae sajan ko bhigo ke khel khel rahee ho
Haan, khel rahee ho
Aa cchopa loon, aa cchopa loon
Barkha se bacha lo muje, seene se lagaa lo
Aa cchopa lo, haan, cchopa lo
Dil ne pukaaraa dekho, rut ka ishaara dekho
Uf, ye nazaaraa dekho, kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai kuch ho jaaegaa
Mast pavan ke ye jhonke saiyaan dekh rahe ho, dekh rahe ho
Bheegee-bheegee raaton mein, meethi-meethi baathon mein
Aisee barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banake baadal
Mere badan ko bhigo ke muje chhed rahe ho, chhed rahe ho
Sukoon junun kee sangat kyun maang rahee hai?
Saansein sharaarat karne kee ijaazat kyun maang rahee hain?