Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Supermoon
Murtaza Qizilbash
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kyun
Shaam aati hai
Rooh meri kyun
Kaanp jaati hai
Mein
Sochta hoon ye
Chaandni raatein
Kyun satati hain
O jaaneya
Saara jahan so gaya
Tu maane na
Mein kya se kya ho gaya
Aur in andheron mein
Main bekhabar
Hojaaoon
Hoon mein aagaya
Anjaana mein
Yoon Ghairon mein
Jaane jaana
Hoon mein chha gaya
Iss saaye ke
Andheron mein
Mushkilein bhi ek aan mein
Tal jaaein
Shiddaton ki ye zanjeerein
Pighal jaaein
Museebatein filhal ye seh jaana
Pukaari jaaon par aap nahi aata
Kyun kar ek aankh nahi bhaate
Jo bhi kehna ho woh pyaar se
Keh jaana
Oo jaaneya
Mein lutgaya
Kuch iss tarah ki adaaon
Mein hi bekass
Yoon rul gaya
Raaz mera yoon
Khul jaye
Aur in andheron mein
Main bekhabar
Hojaaoon
Hoon mein aagaya
Anjaana mein
Yoon Ghairon mein
Jaane jaana
Hoon mein chha gaya
Iss saaye ke
Andheron mein
Hoon mein aagaya
Anjaana mein
Yoon Ghairon mein
Jaane jaana
Hoon mein chha gaya
Iss saaye ke
Andheron mein