Skip to content

Faaslay

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Ab gum sum mera dil Aa karley tu haasil Main kab sey hun ghaafil Tu ek waari aa mil Ada main teri kho jayen Khud ko gawayen Ansu chupayen haan Haan Muhabbaton main kya faasla Jinko hojaye wo ayen raas na Ham to bin bulaye Mehmaan ban aye Ham pehlay thay apney Ab lagtey paraye Choro ham samaj gaye Tum rastay gira aye Teray dil ki halchal Ham sar na kar paaye Phir bhi ada main kho jayen Khud ko gawayen Ansu chupayen haan Phir bhi ada main kho jayen Khud ko gawayen Ansu chupayen haan Haan Muhabbaton main kya faasla Jinko hojaye wo ayen raas na"