Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Deewane
Shaan
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab, kaise aur kya
Afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai, magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana tu na tha
Deewana ban gaya
Kab, kaise aur kya
Afsana ban gaya
Jaadu nigaahon ka teri
Mujh pe asar kar gaya hai
Jaadu nigaahon ka teri
Mujh pe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara
Waada koi kar gaya hai
Maine maana, meri jaan, maine maana
Dil jo bola, wahi kar diya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara toh
Kaise na armaan jawaan hon?
Tere bin ek pal nahi jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha
Deewana ban gaya
Kab, kaise aur kya
Afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai, magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Eh, hey, hey (ah-ha, ha-ha)
Deewana main ho gaya
Eh, hey, hey (ah-ha, ha-ha)
Eh, hey, hey (ah-ha, ha-ha)