Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aarzu
Hasan Raheem feat. Umair
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
She asked me what's inside my head
That's a mystery I leave things unsaid
Wo kehti Hasan I have been mislead
Peech-o-Taab wo yet she thinks she's a step ahead
Main bhi kehna chahta bohat say alfaaz
Anjaano main dab jaati meri awaaz
Kandon pay liye main saaarey ye ehsaas
Teri sohbat main bhi main na teray paas
Kyun
Oh jaana Kyun
Kyun
Oh jana Kyun
ย
Matlabi hai ye meri zindagi
Teri kurbat ki musalsal kami
Beybas main teray usulon main
Meray ashena kyun bhulun main
Jo kuch bhi sar pe sawaar hai
Sahara mera tera pyaar hai
Jo kuch bhi sar pay sawaar hai
Sahara mera tera pyaar hai
Dil phaink kay bhi main nai aoun baaz
Karana chahta main bas izhar-e- ikhlaas
Tryin' my best to keep you happy with these scars
Feels lika a one way trip jis main tu meri
Tu meri Aarzu
Meri Aarzu
Tu meri Aarzu
Tu meri Aarzu
ย