Skip to content

My Dil Goes Mmmm

Shaan, Caralisa Monteiro
Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aati Hai Woh Aise chalke Jaise jannat me rehti hai Dekhti hai sabko aise Jaise sabko Woh sehti hai Par gusse me jab aaye Aur aankhe woh dikhlaye Ladte ladte galti se muskyeee My dil goes mmmm Karti hu jab usse baate Lagta hai sone wala hai Soke jab jab bhi Woh jaage Lagta hai rone wala hai Par chupke se Woh aaye Meri neend se mujhe jagaye Le Baahon Mein Aur Khud Hi Gir Jaaye My Dil Goes Mmmm Ha Woh Na Na Karti Hain Ha Bada Akadti Hain Ha Thodisi Ziddi Hain Ha Akal Se Piddi Hain Jaate Hain Sab Woh Aaye, Na Aaye Woh Jaati Hain Tedhi In Baaton Se Mujhko Satati Hain Har Waqt Se Pehle Aana Sunna Na Koi Bahana Par Dekhna Mera Rasta Rozana My Dil Goes Mmmm Ha Picture Mein Rota Hain Ha Khulle Muh Sota Hain Ha Zara Nalayak Hain Ha Pitne Ke Layak Hain Jaane Kya Kehta Hain Jaane Kya Karta Hain Sofe Pe Chadhta Hain Pardo Se Ladta Hain Jab Karne Lage Safaai Samjho Ke Shaamat Aayi Fir Thak Ke Jab Leta Hain Angdaai My Dil Goes Mmmm Ha Thodi Alag Si Hain Ha Thodi Galat Si Hain Ha Thoda Alag Sa Hain Ha Thoda Galat Sa Hain Aaisi Bhi Hogi Woh Aaisa Na Socha Tha Aaisa Hi Hoga Woh Aaisa Hi Socha Tha Kyo Lagta Hain Yeh Apna Yeh Sach Hain Ya Hain Sapna Dar Lagta Hain Kahi Ho Na Jaaye Jhuth My Dil Goes Mmmm