Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aye Khuda
Suryansh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaise Tune, Hai Banaaya
Samaa Yeh Saara, Yeh Nazaara
Ho... Tere Sahaare Aasman Ke Sitaare
Tere Bina Saara Yeh Jahaan
Hai Hi Nahin, Na Hai Kuch Bhi Yahan
Aye Khuda Meri Dua
Saath Ho Bas Tera
Tere Bina Na Mera Nishaan
Jo Tera Hai Wo Mera Jahaan
Hmm...
Na Mera Ghar Na Koi Basera
Jahaan Nazar Jaaye Hai Andhera
Teri Raah Tak Ti Ye Raahein
Thaamle Meri Baahein
Maalik-e-Behrobar Dekhle Ik Nazar
Ik Tu Hi To Sahaara Hai Mera
Mujhko Gale Laga Zara
Meri Khataaon Ka Kya Ye Sila
Tere Bina Saara Yeh Jahaan
Hai Hi Nahin, Na Hai Kuch Bhi Yahan
Aye Khuda Meri Dua
Saath Ho Bas Tera
Tere Bina Na Mera Nishaan
Jo Tera Hai Wo Mera Jahaan