Skip to content

Piling Up My Sins

Legend
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kyu jeena asaan ni hai Kyu marne mai dikhti asani hai Keh deta khud se jhooth mai koi ni yaha mera saani hai Kaafi mujhse behtar kaafi kharab bhi hai Liya bahuto ka ahesan bhi hai Kuch chukaya kuch dena abhi baaki hai Bas ye kala na kisi ke baap ki hai Ab raaton ko neend na ati hai Wo kehte raat kalakar ki hai Ab ban chuka kalam ka adi mai Ya kar rha hu kalam pe zyadti mai Apne dard likh diye iske naam pe Shyd ye kalam ko siyahi sharab si hai Jab ansu bharta apni ankh se Bahir likhe mera toota khwab bhi ye Bas yahi rahe jo mujhse abhi baat cheet kare Bina kuch bole meri baat theek padhe Dost ni they kabhi mere saath ni chale Felt lonely then par abhi mere sathi bade Yeah! Ab sunne wale kaan bhi bade Aur sunane wale naam bhi bade They'll Hate and love! Bas karne pade kuch kaam hi bade! Mehnat lagti hai mehnat karrey hum bhi yaha Na khali baithe likhe bane nahi hum fanney khan! Na abhi fun dekha abhi kat rahe din gin gin ke Mujhe bhin hi ginte ya bin hi gin chale Gumnaam chehra bheed mai mai jab ye din chare Wo ghoorte hai soche kis baat se pinch kare Teer se ye shabd jab bin baat hi gir pade Par bhoola deta sab jab shaam ko din dhale Hum in sab se ab pare Har shaks pe shak kare Fuck the luck Hum too kaam ke bhakt bane Karam hi dharam hai Tabse dharmik hum bane Karni sharam ni abse Gane hum dum bane Chahe ye kam bane Par sab ye sach kahe Kismat fenke bouncer Aur hum duck pe duck kare! Piling up my sins par kala ye sab dhake! Aag mai tape hum Chahte ye swaad ab sab chakhe Wo kehte chalte rehna aur aagye hum ab badlon pe Ab na koi saath dikhe cold hours kaate chadar odhe Jo peeche reh gaye humse ginte hum ko kaafiro Mai Hum they naa samajh kala bitha gayi kaabilo mai!