Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaj Ki Raat (From "Stree 2")
Sachin-Jigar • Amitabh Bhattacharya • Divya Kumar • Madhubanti Bagchi • 664M plays
Popularity · Low
+
🇳🇬 Hausa · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Thodi fursat bhi, meri jaan, kabhi baahon ko dijiye
Thodi fursat bhi, meri jaan, kabhi baahon ko dijiye
Aaj ki raat maza husn ka aankhon se lijiye
Aaj ki raat maza husn ka aankhon se lijiye
Waqt barbaad na bin baat ki baaton mein kijiye
Waqt barbaad na bin baat ki baaton mein kijiye
Aaj ki raat maza husn ka aankhon se lijiye
Aaj ki raat maza husn ka aankhon se lijiye
Oh, jaan ki qurbaani le-le, dilbar-jaani
Tabaahi pakki hai, aag tu, main paani
Jaan ki qurbaani le-le, dilbar-jaani
Tabaahi pakki hai, aag tu, main paani
Mere mehboob, samajhiye zara mauqe ki nazaakat
Aa, mere mehboob, samajhiye zara mauqe ki nazaakat
Ke khareedi nahin ja sakti haseenon ki ijaazat
Ke khareedi nahin ja sakti haseenon ki ijaazat
Naaz itna, meri jaan
Naaz itna bhi nahin khokhle waadon pe kijiye