Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Meri Bahon Mein
Kumar Sanu
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Main teri, dil tera, aur teri hai ye jaan
Tere bin, ye bataa jaaongi main kahaan?
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
ย
Zindagi ab nae raaston pe chali aayi hai
Zindagi ab nae raaston pe chali aayi hai
Jo kabhi naa milee, vo khushii maine ab pai hai
Mil gae raahoon mein pyaar kee roshni ke nishaan
Gam nahin koyi bhee, tum ho jab meherbaan
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
ย
Ab mere honton pe sirf tera hee to naam hai
Ab mere honton pe sirf tera hee to naam hai
Khaab jo sach hua, too usi ka to anjaam hai
Hoke yoon be-khabar, aa gayi main kahaan se kahaan
Haal-a/e-dil, ab tuje kya karoon mein bayaan?
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa (laa-laa-laa-laa)
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa (laa-laa-laa)
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa (haan-haan-haan-haan)
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Main teri, dil tera, aur teri hai ye jaan
Tere bin, ye bataa jaaongi main kahaan?
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Jaan-a/e-jaan, jaan-a/e-jaan
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa (laa-laa-laa-laa)
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
Meri banhon mein tum aa bhee jaao naa
Pyaar jitna hai mujhpe lutaao naa
ย