Skip to content

Gaate The Pehle Akele - From "Khamoshi - The Musical"

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

He mouj-meley chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj-meley chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal Gaate the pehle akele Aaj gaata he sara jahaan Kaisaa kushi kaa samaa he Pi ke ansu hanso re sanaa Pyaar se muskura Kya hua bhul ja He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal Jo kho gaya uskaa gam kya Jo paas he wo he kam kya Baat acchhee he naa Baat sachhee he naa Baaje re baaja hamaara Naache re sansar sara Pyaar se muskura Kya hua bhul ja Gaate the pehle akele Aaj gaata he sara jahaan Kaisaa kushi kaa samaa he Pi ke ansu hanso re sanaa Pyaar se muskura Kya hua bhul ja Ye haath-gaadi nahin ye he baaja, he raja ghode sambhaal Ye haath-gaadi nahin ye he baaja, he raja ghode sambhaal Ham to suna jo jaataa he Wo laut ke phir aata he Baat acchhee he naa Baat sachhee he naa Baaje re baaja hamaara Naache re sansar sara Pyaar se muskura Kya hua bhul ja Ho gaate the pehle akele Aaj gaata he sara jahaan Kaisaa kushi kaa samaa he Pi ke ansu hanso re sanaa Pyaar se muskura Kya hua bhul ja He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal He mouj me le chalo milke baaja, he raja ghode sambhaal