Skip to content

Pyaar Ya Khata

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Pyaar Ya Khata Hosh nahi hai jabse Tu aayi zindagi mein Honelaga hai shaq Thoda thoda is dil lagi pe Tu hai joh bekhabar Tujhpe aake nazar Tujhpe hi rehna chahe Dekhe na idhar udhar Yeh pyaar hai ya khata Hua hai kya tu hi bata Mujhko nahi tujhko pata Yeh pyaar hai ya khata Jaane yeh kaise tu kya hai dil mein bas ek hasi se Aaye kareeb itne hum yeh janu na kabhi se Aata khayalon mein tu kyu har pal jane kahi se Aadat joh ban gaya hai tu mera abhi abhi se Nazdikiya badhi Musibat aa padi Bas rehna chahe tere sang dil har ghadi Yeh pyaar hai ya khata Hua hai kya tu hi bata Mujhko nahi tujhko pata Yeh pyaar hai ya khata Dil sunta kaha hai Din rukta kaha hai Sab karte hai apni meri maane na Bin tere na jeena Kyu jaaye sahi na Dooriyan thodi bhi yeh tub hi jaane na Yeh pyaar hai ya khata Hua hai kya tu hi bata Mujhko nahi tujhko pata Yeh pyaar hai ya khata