Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Love Reborn
Raga, Double-S
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil mein hai kuch kami
ankho me kuch nami
leke zinda hain ab
is jahan mein kahi
is jahan ko bata.tere fitrat hai kyaa
Ae khuda.ae khuda
bas meri ye dua
Ae khuda.ae khuda
sun meri ilteja
Rooh me teri kuch kami is tarah
khud me sunta hu mein.teri yaadein yaha
tune kya ye kiya
ho juda kyu hua
tu hi bata.ae khuda.bas meri ye dua
Ae khuda.ae khuda.sun meri ilteja
Ankhein hain banjar meri.
bheed me hu khoya kahi
jeene ki ummed.kam hi sahi
Ye kaisa ishq hai jo mara nahi
tanha har pal har ik lamha hu main
tere pyaar ka ik tuta hua tukda hu main
karta katra main jee raha
marna bhi chahu.namumkin marna tere bin
mere khoon ke ye akshar.syaahi nahi hain
boond boond ke ye ashk.pani nahi hain
main jo mangta khuda se.dil me wahi hain
wo waqt le aa pas mere jo chode kahi the!!
Tujhe taqdeer se mitau kaise.
teri tasveer ko bhulau kaise
Ae khuda.ae khuda
bas meri ye dua
Ae khuda.ae khuda
sun meri ilteja
(Soul Screaming.) THE END