Karvaan
Zenith
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Main akela hi chala, akela hi chalaa
Main akela hi chala, oh manzil, magar
Raasta hai mera ghar, faaslo se kya hai dar
Main akela hi chala, oh manzil, magar log aate gaye, saath banta gaya
Kaarwaan, yeh kaarwaan, wo oh
Akela fir bhi na akele raha main
Jahan, taaron ki saajishe,
sehmi si baarish meri rooh ko sehlaye, rooh ko sehlaye
Wapis na aau main, kahin ko jaau main jo,
mujh mein samaye yeh raahein rooh kahi badal na jaaye, yeh raahein
Kyu akela chal raha raahi bekhabar
jo khada hu idhar, main tera humsafar
Main akela hi chala, oh manzil magar log aatey gaye, saath banta gaya
Yeh karwaa, yeh karwaan, woh oh
Akela fir bhi na akela raha main
Karwaan
Karwaan
Karwaan
Woh oh
Finished