Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bol Do Na Zara (Female Cover)
Kajal Agrahari
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Itni mohabbat karo na
Main doob na jaaun kahin
Waapas kinaare pe aana
Main bhool na jaaun kahin
Dekha jabse chehra tera
Main toh hafton se soyi nahin
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi
Main kisi se kahungi nahi
Mujhe neend aati nahi hai akele
Khawabon mein aaya karo
Nahi chal sakungi tumhare bina main
Mera tum sahara bano
Ik tumhe chahne ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi
Main kisi se kahungi nahi
Hamari kami tumko mehsoos hogi
Bhiga dengi jab baarishein
Main bhar kar ke laayi hoon
Aankhon mein apni
Adhuri si kuch khwahishein
Rooh se chahne wale aashiq
Baatein jismon ki karte nahin
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi
Bol do na zara
Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahungi nahi
Main kisi se kahungi nahi