Baarish
Arslan Akhtar
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ho.Ho.Ho...
Duri Teri Bahut Tadpane Lagi
Baate Teri Bahut Yaad Aane Lagi
Hoto Pe Rehati Teri Sadha
Aa K Mujhe Bus De Itna Tu Bta
Teri Tanhai Ko Sehati Hi Rahu Kab Tak Main
Yuhi Khamoshi Se Baitha Hi Rahu Main
Main Barisho Mein Bhigh Raha
Teri Hi Rah Deakh Raha
Jo Tut Ke Bikhra Dil Mera
Na Aab Tak Hu Main Sameth Saka
Kabhi To Pas Bulao Na
Mujhe Phir Apna Banao Na
Tere Bin Ji Na Saku Ga Main
Mujhe Itna Bhi Rulao Na
Itna Chahu Tujhe...
Rabb Se Mangu Tujhe
Meri Manzil Hai
Tu Mera Jaha
Har-Pal Dhundu Tujhe
Kaise Bhulu Tuje
Meri Hasti Hai Tu Hi
Meri Chahat...
Bhul Gayi Tu Pyar Mera
Main Aaj Bhi Deakhu Rasta Tera
Kyu mere Dard Ko Mere Khuda
Nhi Koi Bhi Jan Ska
Main Barisho Mein Bhigh Raha
Teri Hi Rah Deakh Raha
Jo Tut Ke Bikhra Dil Mera
Na Aab Tak Hu Main Sameth Saka
Aa. Aa. Aa. Aa
Main Barisho Mein Bhigh Raha
Teri Hi Rah Deakh Raha
Jo Tut Ke Bikhra Dil Mera
Na Aab Tak Hu Main Samat Saka
Kabhi To Pas Bulao Na
Mujhe Aapna Banao Na
Tere Bin Ji Na Saku Ga Main
Mujhe Itna Bhi Rulao Na
Teri Tanhai Ko Sehta Hi Rahu Kab-Tak Main
Yu Khamoshi Se Baitha Hi Rahu Kab-Tak Main