Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Ho Mera Pyar
K.K. and Suzanne
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Jab se tum ho mile, jaan o dil hain khile
Tumse baabasta hai, har khushi
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jab mile nahin the tum, naa thi khushiyan na gham
Tum mile to badle zindagi ke yeh mausam
Ho sunn raha hai jo dua, mera rab hai tujh mein
Har jagah tha kuchh kam, mila mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna tujhko aadat meri
Yun tujhe chaahana hai ibaadat meri
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Aankhein sehra meri, tu hai bheega ik baadal
Meri khwahishon mein tu, tere liye main paagal
Tu hai behti nadi, dooba dooba main sahil
Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera hai haasil
Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai
Ik ujaala sa dil, ki panaahon mein hai
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nashaa, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein