Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Meri
Rahat Fateh Ali Khan
,
Shreya Ghoshal
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aa...
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaa...
Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya Jab haqiqat mein usey todna tha
Aa...
Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai Har ik yaad mein tera afsaana Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaaa...
Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye