Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Not Enough
AliSoomroMusic
,
Afusic
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Been a while, tu na mili,
Main bhi na raha khudka na janay kab,
Hogi subah, ujhadh gya,
Hay soona mere dil ka Jahan
Ye jo berhia bandhi hain
In paon main tere
Inhen torh kay mujh tak aja naa
Dam ghutnay laga hay is bheed main
Mera mujhay apni jhalak dikhla jana
Na zakham bhara hay ye ab bhi hara,
Tunay kis tarha mujh ko kata tha,
Hay dhuan dhuan ab gumaan main mere
In pahelio ko suljha ja na,
Aja, Aja
Mujhay apni jhalak dhikla ja na
Aja, Aja
In pahelio ko suljha ja na!
Zalim zamanay se banti nahi,
Qismat ye sazishen karti rahi,
Sab ko banaya jab jorhon main malik
To meri wafa q tadapti rahi,
Kya meri Dua main asar hi nahi,
Kya meri waja se bani ajnabi,
Ya mere alawa koi or tha yahan?
Kyun mujh se hi batain ye chupti rahin?
Hua sarkash or diwangi,
Mere sar charh gai awargi,
Mujhay khati hay tanhai ye,
Tujhay ana hoga lazmi,
Tere sath hain jo bhi kaghzi
In logo ko ham raas nahi,
Waqt ata na ye hath main,
Kahi malti reh jae hath hi ye, magar,
Ye makan nahi hay ab Ghar,
Yahan qaid ka hay asar
Yahan yadain karti hisar,
Yahan sookh gye hain shajar,
Kab tootay mera sabar,
Kab chal basun kya khabar,
Par rahega tujh se gila,
I was everything but enough,
I am not enough,
I am not enough,
I am not enough
Been a while, tu na mili,
Main bhi na raha khudka na janay kab,
Hogi subah, ujhadh gya,
Hay soona mere dil ka Jahan
Ye jo berhia bandhi hain
In paon main tere
Inhen torh kay mujh tak aja naa
Dam ghutnay laga hay is bheed main
Mera mujhay apni jhalak dikhla jana
Na zakham bhara hay ye ab bhi hara,
Tunay kis tarha mujh ko kata tha,
Hay dhuan dhuan ab gumaan main mere
In pahelio ko suljha ja na,
Aja,
I am not enough,
I am not enough,
I am not enough