Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kab Aaoge Pran Piya
Lata Mangeshkar
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kab aaoge, kab aaoge?
Kab aaoge praan piya?
Kab aaoge, kab aaoge?
Kab aaoge praan piya?
Kab aaoge?
ย
Aaj milan ke saaj sajaayen
Geet bidaa ke sakhiyaan gaayen
Aaj milan ke saaj sajaae
Geet bidaa ke sakhiyaan gaayen
Hansee ude jo tum nahin aaye
Hansee ude jo tum nahin aaye
Dhak-dhak, hae, dhadke jiyaa
Kab aaoge praan piya?
Kab aaoge?
ย
Jeevan baati jalne lagee hai
Saanj milan kee dhalane lagee hai
Jeevan baati jalne lagee hai
Saanj milan kee dhalane lagee hai
Aashaa toote, dhiraj chhute
Aashaa toote, dhiraj chhute
Pal-pal japti naam piya
Kab aaoge praan piya?
Kab aaoge, kab aaoge?
Kab aao...
ย