Skip to content

Lagi Aaj Sawan Ki - Chandni

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Wohi aag seenay main phir jal parri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Kuch aise hi din the woh jab ham milay the Chaman main nahi phool dil main khilay the Wohi to hai mosam magar rut nahi woh Mere saath barsaat bhi ro parri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Koi kaash dil peh zara haath rakh de Mere dil ke tukrroon ko ik saath rakh de Magar yeh hain khaboon khyaloon ki baatain Kabhi toot kar cheez koi jurri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai Wohi aag seenay main phir jal parri hai Lagi aaj saawan ki phir woh jharri hai