Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Chaand Sa Roshan Chehra x O Saathi Chal
Shillong Chamber Choir
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hmm, yeah
Shall we, boys?
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli aankhein
Koyi raaz hai inmein gehra
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Hawa ke saath-saath
Ghata ke sang-sang
Hawa ke saath-saath
Ghata ke sang-sang
Oh, saathi, chal
Mujhe leke saath chal tu
Yoon hi din-raat chal tu
Sambhal, mere saath chal tu
Le haathon mein haath chal tu
Oh, saathi, chal
Oh, saathi, chal
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Ek toh yeh mausam hai bada suhana
La-la-la, la-la-la, la-la-la
Ek toh yeh mausam hai bada suhana
Uspe apna dil bhi hai deewana
Ho, parbat se aake na takra jaana
Tu ban ke baadal
Oh, saathi, chal (oh, saathi, chal)
Ho, parbat se aake na takra jaana
Tu ban ke baadal
Hai chaal mein teri, zaalim
Kuchh aisi bala ka jadoo
Sau baar sambhala dil ko
Par hoke raha beqaboo
Hawa ke saath-saath
Ghata ke sang-sang
Hawa ke saath-saath
Ghata ke sang-sang
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Taareef karoon kya uski
Jisne tumhein banaya
Oh, saathi, chal
Oh, saathi, chal