Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chaar Botal Vodka
Yo Yo Honey Singh
Popularity · Very high
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Main rahoon saari raat in the bar
Daaru piyun lagaatar
Ek aadhi sab pee lete hain
Main to piyun botal chaar
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
So I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
I wanna hangover tonight
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka
So
Saari raat daaru, subah nimbu paani
Party karne waalon ki hai yehi kahaani
Pet bhar ke jitni bhi pee lo
Kisi ki bandi ko bhi hello
Hello, baby, how do you do?
Ek minute ko khad jaa tu
Pata ni mujhe yeh samajh ni aata
Mere saath kabhi koi club nahi aata
Apne palle se koi ni pilaata
Main pee loon zyada phir koi munh ni lagata
Kyun ki, kyun ki, kyun ki, kyun ki
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka
So...
Sooji-sooji aankhein meri yeh phir bhi dekho
Ladkiyon ko kaise yeh nihaarein
Agle din woh jhoome hangover me phir bhi dekho
Liver mera vodka pukaare
Sooji-sooji aankhein meri yeh phir bhi dekho
Ladkiyon ko kaise yeh nihaarein
Agle din woh jhoome hangover me phir bhi dekho
Liver mera vodka pukaare kyunki
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Aur na kisi ne roka
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka (I wanna hangover tonight)
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke (I wanna hangover tonight)
Na kisi ne roka so
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka
Chaar bottle vodka
Kaam mera roz ka
Na mujhko koi roke
Na kisi ne roka