Skip to content

Ankhon Mein Mohabbat Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aankhon Mein Mohabbat Hai Mathe Pe Pasina Hai Aankhon Mein Mohabbat Hai Mathe Pe Pasina Hai Aa Pyar Tujhe Kar Lu Aa Pyar Tujhe Kar Lu Chahat Ka Mahina Hai Aa Pyar Tujhe Kar Lu Hothon Pe Shararat Hai Baaho Mein Hasina Hai Hothon Pe Shararat Hai Baaho Mein Hasina Hai Aa Pyar Mujhe Kar Le Aa Pyar Mujhe Kar Le Chahat Ka Mahina Hai Aa Pyar Mujhe Kar Le Dilbar Jawani Ek Baar Aaye Ye Shokh Mosam Jane Na Paye Dilbar Jawani Ek Baar Aaye Ye Shokh Mosam Jane Na Paye Bechain Dhadkan Bali Umar Hai Yu Chhed Na Kuch Hone Ka Darr Hai Rahna Hai Tere Dil Mein Palko Tale Jeena Hai Rahna Hai Tere Dil Mein Palko Tale Jeena Hai Aa Pyar Tujhe Kar Lu Aa Pyar Tujhe Kar Lu Chahat Ka Mahina Hai Aa Pyar Tujhe Kar Lu Besharam Hai Ye Chanchal Hawaye Gore Badan Ko Kaise Chhupaye Besharam Hai Ye Chanchal Hawaye Gore Badan Ko Kaise Chhupaye Chehera Hai Tera Meri Nazar Mein Tu Hi Basi Hai Sapno Ke Ghar Mein Tu Meri Wafao Ka Anmol Nagina Hai Tu Meri Wafao Ka Anmol Nagina Hai Aa Pyar Mujhe Kar Le Aa Pyar Mujhe Kar Le Chahat Ka Mahina Hai Aa Pyar Mujhe Kar Le Chahat Ka Mahina Hai Aankhon Mein Mohabbat Hai Mathe Pe Pasina Hai Hothon Pe Shararat Hai Baaho Mein Hasina Hai Aa Pyar Tujhe Kar Lu Aa Pyar Tujhe Kar Lu Chahat Ka Mahina Hai Aa Pyar Mujhe Kar Le Chahat Ka Mahina Hai Chahat Ka Mahina Hai