Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein - Solo By Mukesh
Mukesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kabhi-kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Ke jaise tujko banaya gaya hai mere liye

Tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin

Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi-kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ke ye badan ye nigahein meri amaanat hain

Ye gesuon ki ghani chhaanv hai meri khaatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Kabhi-kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein

Suhagraat hai, ghunghat utha raha hoon main

Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Kabhi-kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ke jaise tu mujhe chaahegi umr-bhar yun hi
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yun hi
Main jaanta hoon ke tu gair hai magar yun hi