Skip to content

Hamko To Jaan Se Pyari Aankhen

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Humko to jaan se pyari hain Tumhari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se pyari hain Tumhari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se Mast aankhe hai ke gate Huye maykhane hai Mast aankhe hai ke chhalke Huye paimane hai Mast aankhe hai ke gate Huye maykhane hai Mast aankhe hai ke chhalke Huye paimane hai Humne dekhi nahi aisi to Kawari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se Narge se phul hai hans hans ke Khili jati hai, nind ke bhoj se Sharmake jhuki jati hai Narge se phul hai hans hans ke Khili jati hai, nind ke bhoj se Sharmake jhuki jati hai Aur katil hai sanam nind se Bhari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se Roshani chand me suraj me Hai jab tak kayam Jyot roshan rahe aankho me Tumhari har dam Roshani chand me suraj me Hai jab tak kayam Jyot roshan rahe aankho me Tumhari har dam Ye duwa hai ke slamat rahe Pyari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se pyari hain Tumhari aankhe Haye kajal bhari madhosh ye Pyari aankhe Humko to jaan se.