Subha ke Taare
Lucky Ali feat. Mikey McCleary
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Whatcha you gonna do tomorrow
Never gonna be tomorrow
Kya Shahar kya hai gaon
Kahi bhi reh jaaoon main
Ghar toh hai Raasta
Jaaoon main jis tarah
Qareebi rabta
Kuch khoun kuch paaon
Har din ye sunaao main
Is tarah se wapas tha
Door hain ke na juda
Ye dil ko hai pata
Hmm. Hmm
Hmm. Hmm
Mil koi hai na shir na paye koi
Yehi sach hai, koi jaane toh
Phir koi, ajnabee banke aaye wohi
Be misane yahan pe jo
Ab Ghar kaise jaaon main
Ghar kaise jaaon main
Whatcha gonna do tomorrow
Kya saath leke aya jo saath leke jaoon main
Tere ilava kaun mujhe kya de sake
Bin bulava, ek kadam bhi na bade
Yar mere, theri taraf hi rukh tho hai
Yar mere, isi tarah har din dhale
Mera naam, lagta hai kaha ye abhi
Jaha haske rulaye jo
Nazar tham jae kabhi ye jo uthao main
Whatcha you gonna do tomorrow
Is kadar tujhe chaho ab tujhe hi bataon main
Never gonna be tomorrow
Ik rasta hai main rahi hi
Main sagar hoon gehrai tu
Achai tu, parchai tu
Ab mere samajh mein ayi tu
Ek soyi jeena sikha de koi
Jaise subah ke tare ho
Ek soyi jeena sikha de koi
Jaise subah ke tare ho