Skip to content

Johnny Amber

Billy X
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aise ajnabi ko chor doun main Yahan se ja main tujko bol doun ye Tuhmaton ka hai tabadla, tu ja k aur sharab la Main dunya bhar ko bol doungi Aisa ho k tere khol doun main, POL Tere naam ko main rol doungi, BOL Ye akhri hain din, tu ja k jaan taray gin Main apnay kaaghzi se dil ko jor loungi Kyun mujko maarta hai Kyun mujko maarta hai You say you love me darling Bata ye pyaar kya hai Mera kasoor kya hai Main hun kasoor main kyun Main hun wajood main kyun Bhirain fuzool main kyun Girain jo aasmaan se Phasay khujoor main kyun Main kuch confused si hun Main kuch abused si hun I might just lose my shit You know that I will turn to hit you Hum kahan hai aagaye Bata what is this shit show Can we go back to senses Ya tujko maaroun pen se Nikaaldoun main dil se Ya tujpe cheekhoun phir se Bata ye pyaar kya hai Cheekho pukaar kya hai Ya hai jadoo talismi Bata ye kaise kissay Why do you say you miss me Why do you say you did so Hum dono hogaye mental And these are signs of Schizo- Phrenia Hum bhir gaye to jaise wrestle mania Hui insane zindagi Na ab pitougi main kabhi Aise ajnabi ko chor doun main Yahan se ja main tujko bol doun ye Tuhmaton ka hai tabadla, tu ja k aur sharab la Main dunya bhar ko bol doungi Aisa ho k tere khol doun main, POL Tere naam ko main rol doungi, BOL Ye akhri hain din, tu ja k jaan taray gin Main apnay kaaghzi se dil ko jor loungi Ye rasm-e-duniya hai Ke loag bolain khud ko mazhabi Insaanon ki insaaniyat pe hastay kuttay nasli Jawani lut gayi kya Ya main jawaan ab bhi Kya apnay dil ki sun loun Ya phir sunoun main subki Jawanay janemun haseen dilruba thi Amber Pukaroun tujko Johnny ya bana hai tu Mugambo I feel like I'm entagled, ho bura khaab jaise Na tujhse maangoun paise, mujhko dikhte saanp kaise Chal phir karain decide, i feel I'm in a web of lies Jismain hun main urti titli aur tu bun gaya hai spider But I'm still un-decided, chupaaloun daagh dil k Lekin jo chehray pe zakham, its getting hard to hide em' Kya ye thi meri ghalti, did I become posessive Kya mera ghusa taiz tha, did I become aggressive Kya bun gayi obsessive, control kerloun tujhko Teri zindagi ko, per main ho na payi bilkul gentle Here goes another scandal There goes another tantrum Hai bottle toonay pakri Utari maine sandal Wo loag thay jo hum, kahan gaye I don't remember Tu tha mera Johnny aur main thi teri Amber Aise ajnabi ko chor doun main Yahan se ja main tujko bol doun ye Tuhmaton ka hai tabadla, tu ja k aur sharab la Main dunya bhar ko bol doungi Aisa ho k tere khol doun main, POL Tere naam ko main rol doungi, BOL Ye akhri hain din, tu ja k jaan taray gin Main apnay kaaghzi se dil ko jor loungi