Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tere Siva Re
The Yellow Diary
,
Lisa Mishra
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil ye baate
Aaj Teri hain maane na
Tu
Kehne or karne ka farq jaane na
Lafz aise se sune toh hain
Pehle bhi
Dil
Tere hi iraado ko
Pehchaane na
Kyu tu na maane
Meri kahaaniyaan
Kyu tujh koh laage
Ye baimaaniyaan
Kahi na
Laage Mann
Tere Siva re
Jaise main
Thoda hu
Tere hawale
Kahi na
Laage Mann
Tere Siva re
Jaise main
Thoda hu
Tere hawale
Vaise toh
Mera dil
Baatein sau karta hai
Par teri baato pe
Dil mera marta hai
Chup chup sa
Tu ho toh
Kuchh mujhe koh hota hai
Kehne koh
Sab tujhse
Dil mera karta hai
Par ye dil
Tujhe bhi toh pehchaane na
Tu
Kehne or sunne ka farq jaane na
Tere jaise se mile toh hain
Pehle bhi
Dil
Tere hi iraado koh pehchaane na
Kyu tu na maane
Meri kahaaniyaan
Kyu tujh koh laage
Ye baimaaniyaan
Kahi na
Laage Mann
Tere Siva re
Jaise main
Thoda hu
Tere hawale
Kahi na
Laage Mann
Tere Siva re
Jaise main
Thoda hu
Tere hawale