Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aur Is Dil Mein
Kalyanji - Anandji
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aur is dil mein kya rakhaa hai?
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Aur is dil mein kya rakhaa hai
Aur is dil mein kya rakhaa hai
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Cheer ke dekhe dil mera to
Cheer ke dekhe dil mera to
Tera hee naam likhaa rakhaa hai
Tera hee naam likhaa rakhaa hai
Pyaar ke afsaane sune the logon se
Pyaar kya hota hai, ye tune samajhaayaa
Milaa dil tujhse to khwaab dekhe aise
Junun jaane kaisa javaan dil pe chaaya
Dil mein aisa dard utaa
Dil ho gaya deewaanaa
Dil ho gaya deewaanaa
Deewaanon ne is duniyaa mein
Deewaanon ne is duniyaa mein
Dard ka naam "dava" rakhaa hai
Dard ka naam "dava" rakhaa hai
Aur is dil mein kya rakhaa hai?
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
Nigaahon mein meri ye soorat hai teri
Zindagi ye meri amaanat hai teri
Dhadkate seene mein mohabbat hai teri
Mohabbat ye teri ibaadat hai meri
Tere siva kuch yaad nahin hai
Too hee too dil mein
Haan, too hee too dil mein
Dil ne yaar kee puja kee hai
Dil ne yaar kee puja kee hai
Pyaar ka naam "khuda" rakhaa hai
Pyaar ka naam "khuda" rakhaa hai
Aur is dil mein kya rakhaa hai?
Tera hee dard cchopa rakhaa hai
O, cheer ke dekhe dil mera to
Tera hee naam likhaa rakhaa hai
Tera hee naam likhaa rakhaa hai
Tera hee naam likhaa rakhaa hai
Tera hee naam...