Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaya Mausam Dosti Ka
Lata Mangeshkar, S.P.Balasubrahmanyam, Usha Mangeshkar & Shailendra Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum ladkee ho main ladka hoon
Tum aayee to sach kehtha hoon
Aayaa mausam dosti kaa
Ke aayaa mausam dosti kaa
Main ladkee hoon tum ladke ho
Yoon lagtaa hai jab milte ho
Aayaa mausam dosti kaa
Ke aayaa mausam dosti kaa
Jaane kyun lagtaa hai
Meri tumhaaree pehle se pahchaan hai
Jaane kyun lagtaa hai
Meri tumhaaree pehle se pahchaan hai
Tum maan itana jo de rahe ho
Mujhpe ye ehsaan hai
Ehsaanon kee baathen chodo
Aao humse naathaa jodo
Aayaa mausam dosti kaa mausam dosti kaa
Ke aayaa mausam dosti kaa
Main kaa jaanoon kaa chiz hove hai pyaar
Karajva pe laage najar kee qatari
Main kaa jaanoon kaa chiz hove hai pyaar
Karajva pe laage najar kee qatari
Ari deewaanii naa kar naadaani hae daiya
Teri baathen hain achchha badee tufaani
Nahin ye mausam dillagi kaa are-re-re
Nahin ye mausam khudakushi kaa haan
Rishta nahin hai
Donon ko phir bhee baandhe koyi door hai
Rishta nahin hai
Donon ko phir bhee baandhe koyi door hai
Is dosti ko kya naam de hum
Ye baath kuch aur hai
Divaanaapan kah sakate ho
Dil kee dhadkan kah sakate ho
Aayaa mausam dosti kaa
Ke aayaa mausam dosti kaa