Skip to content

Mili Raahat

Raga; Yawar
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Yawar! Maine tere mere beech ke jhagde ke jad ke tukde kar diye Haazir jawab main Shaqtir dimag main Jo log denge tujhko Wo khitaab mai Lafzon se khelu gar to Likh du kitab mai Shadbon pe na ja Hoshiyar behisab mai Mai nahi chahta tu dosh me saans tode Peeta hun fir bhi ye behoshi sath chode Leta hu saans par, Jeeta hu haar kar Seekha hu jo bhi tujhse seekha hu mai pyar kar Mai aksar tanhai me hasta hu in baaton par Kabu nahi hai mera mere jazbaato par Likhta hu tabhi main bikta hu in bazaro me Tera ye aashiq alag dikhta hai hazaro me Tu khwab nahi tu sach hai mera Itna sa haq hai mera Sachchai jo likhti is kagaz par wo dil hai mera Sun paye to suniyo is bheed me awaz Mere ashq hain abad, gar tu dhoondh le jawab Mili mili mili aaj raahat mili Mili mili mili mili aaj raahat mili mili mili Mili mili aaj raahat mili mili mili Aaj raahat Sun in lafzo ki gehrai Mere shabdo me Garmai Kuch ke kafno par mehngai Kuch ke sapne hi hain kamai Ghutno ke bal tha mai jab tooti wo angdai Par jab takhno ke bal bhagna seekha bas mili wah-wahi! Mujhse seekh Kuch teekhe aise saaz apne leekh Aaj na kar baithu mai raaz apne trick Log kehte hain mujhko shaitan Peeche sab bhonkte hain, muh pe kehta hai kon? Sach hai ke sach par sach mein likhne se main darta hu Shak hai agar mujhpar hanskar kehde ke mai bakta hu Mai teri soul tera soul tera rasta hu Aksar kam dikhta hu Mat soch ke mai sasta hu Mai bikta hu, or likhta hu Mai kadwa sach mai shiksha hu Tu mere saamne marta shaks, marta shaks Mai kafan tera, Mera har shabd tera behta rakt, mera har shabd tera behta rakt!