Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
KABHI NA KABHI
ADITYA NARAYAN, CHIRRANTAN BHATT and SAMEER
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai

Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahan ek pal

Hoga jahaan pe andhere ka savera
Hoga wahin pe hamara bhi basera
Manzil wahin hai jahan hai tumhara nishaan
Jeena hai mar jana hai
Kuch aisa kar jana hai
Zinda rahe pyaar ki dastaan, dastaan
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahan ek pal
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahan ek pal
Dil pe khayalon ki barf jami hai
Bheega hai aalam, nigahon mein nami hai
Kis bhool ki jaane humko mili hai saza
Sab zakhm gehre se hain
Lamhaat thehre se hain
Tham jayega dard ka silsila, silsila
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahan ek pal
Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahan ek pal
Teri zindagi
meri zindagi hai
Tere bina
na hum jee sakenge yahan
Teri zindagi
meri zindagi hai
Tere bina
na hum jee sakenge yahan