Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Humsafar Ab Yeh Safar Kat Jayega
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa
Raaste mein jee naa ab ghabaraayega
Raaste mein jee naa ab ghabaraayega
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa
Is qadar rangeen hain lamhaat ye
Hamaqadam, pehle kahaan thi baath ye
Koyi hasarat thi naa koyi yaad thi
Zindagi kya thi, koyi fariyaad thi
Dil mera to mujse bhee anjaan tha
Ek pathar kee tarah be-jaan tha
Pyaar tera ab ise dhadakayegaa
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa
Suuni raahen aur kaali raat thi
Apanee to parchaai bhee naa saath thi
Har qadam par aa raha tha ye khyaal
"thanha manzil tak pahunchnaa hai muhaal"
Aise mein viraan se ek mod par
Jee uthi main teri soorat dekh kar
Ab ye viraanaa "chaman" kehalaayegaa
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa
Meri nazaron ko hai duniyaa se gilaa
Chal diya vo chhod kar jo bhee milaa
Mujh pe logon ne kiye hain jo sitam
Main badi mushkil se bhuuli hoon, sanam
Dekhnaa too bhee yahi karnaa nahin
Dil-jalon se dillagi karnaa nahin
Umr-bhar varanaa ye gam tadapaayegaa
Ye musaafir raah mein rah jaaegaa
Ye raha vaadaa, naa din vo aayega
Hamsafar, ab ye safar cat jaaegaa