Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Khafa Hogaye
Kumar Sanu
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Kabhi tujhko rulaya hai maine?
Bhool kar bhi sataya hai maine?
Phir tujhe kya ho gaya?
Door kyun mujhse gaya?
Mud ke bhi dekha nahin
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Kabhi tujhko rulaya hai maine?
Bhool kar bhi sataya hai maine?
Phir tujhe kya ho gaya?
Door kyun mujhse gaya?
Mud ke bhi dekha nahin
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Teri judaayi se aankhein bhar aayi hain
Itna karo na mujhpe sitam
Haan, teri judaayi se aankhein bhar aayi hain
Itna karo na mujhpe sitam
Laut ke na aaya jo main toh mar hi jaaungi
Khaati hoon tere pyaar ki qasam
De dilasa aake mere dil ko
Qadmon mein rakh de manzil ko
Humsafar tu hi mera
Raahbar tu hi mera
Phir teri kyun hai kami?
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye
Tum khafa ho gaye, bewajah ho gaye
Aisa kya kar diya, bewafa ho gaye