Barbaad
Kabir
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Sun ek baat batani tujhe bohot dinse, teri yaad pilaye mujhe aansu ghin ke teri baatein na bhula baatein yaad karke tune mud k na dekha barbaad karke mujhe aaj bhi yaadein sataye teri mujhe jhuti saari baatein bhi rulaye teri tune chodha mujhe aise mai tayar bhi na tha koi dekhe koi puche koi yaar bhi na tha mera kya kya mila yeh sab karke kyu dil se mitaya mujhe rub karke aayegi na kabhi na kabhi toh ro ro ke joh na diya tujhe dene hoge woh dhoke faryaad hai meri na tu aaye mere paas ab tujhko paane ki maine chodh di hai aas tere jaise toh kahi mujhe mil jayegi bas mere jaisa na milega tujhe mere baad barbaad hue barbaad sahi joh tu na rahi toh teri yaadein sahi
Barbaad hue barbaad sahi joh tu na rahi toh teri yaadein sahi
Joh tu na rahi toh teri yaadein sahi
Barbaad kiya tune ishq ka naam tune socha bhi na hoga hoga tera anjaam na woh raatein rahi na woh baaatein rahi tere jaate hi sab mujhe kaat rahi ab kisko batauga joh hua mere saath log sunke hasege phir karege dus baat jazbaat mere ab kaabu nahi maine tauba kiya baby babu nahi ab in baaton ka kya matlab joh hona tha hua maybe it was my luck daily miss karta hu tujhe block karke tu khush hai waha mujhe block karke meri jaan yaha bas jalti rahi teri party toh roz hi chalti rahi teri khushiya bhi zyada din chalegi nahi teri dal kahi bhi galegi nahi tu koshish karke dekh le tujhko aazadi milegi nai joh tu na rahi to teri yaadein sahi na hi darr na fikar na hi meri khabar zara soch k chal ek din hai hashar meri azmaishon ka gada bhi tere kad se bada hai tere niyato ki tokri mai khud ched tune kara hai toh ab zara maan bhi ja apni galti tu sar ko jhuka mujhe call laga ke haq toh jata mujhe apna bata kar khudko fanna meri jaan lauta ke keh ke toh dekh teri aansu bhi ek na behne du usse pehele bachi jaan luta kar tujhpe fida kar gale laga ke ke du ke dil saaf kiya tujhe maaf kiya tujhe phir ek mauka dedu tujhe phir ek mauka dedu barbaad hue barbaad sahi joh tu na rahi toh teri yaadein sahi barbaad hue barbaad sahi joh tu na rahi toh teri yaadein sahi