Skip to content

Phir Le Aya Dil - Lofi Flip

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Phir le aaya dil majboor kya keeje Raas na aaya rehna door kya keeje Dil keh raha use maqammal kar bhi aao Wo jo adhoori si baat baaki hai Wo jo adhoori si yaad baaki hai Wo jo adhoori si yaad baaki hai Karte hain hum aaj qubool kya keeje Ho gayi thi jo humse bhool kya keeje Dil keh raha use mayassar kar bhi aao Wo jo dabi si aas baaki hai Wo jo dabi si aanch baaki hai Wo jo dabi si aanch baaki hai Wo jo dabi si aanch baaki hai Kismat ko hai yeh manzoor kya keeje Ga ma ni dha re ni re ni dha ni dha ma dha pa Kismat ko hai yeh manzoor kya keeje Kismat ko hai yeh manzoor kya keeje Milte rahe hum badastoor kya keeje Dil keh raha hai use musalsal kar bhi aao Wo jo ruki si raah baaki hai Wo jo ruki si chaah baaki hai Wo jo ruki si chaah baaki hai Wo jo ruki si chaah baaki hai