Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Banjar
Hruday
,
Krtin Kay
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Banjar hai ret zameen
Banjar hai dil ye mera
Taqdeer mein hai yeh likha
Kafir hain pyaar tera
Banjar hai ret zameen
Banjar hai dil ye mera
Taqdeer mein hai yeh likha
Kafir hain pyaar tera
Kho kyun gaye hum
Mil na sake aur
Bichhad se gaye
Banjar tha ret zameen
Aansu ka samandar bana
Dil ke pinjre mein main hoon
Kaid akela yahan
Chaahun udna main lekin
Zanjeeron se hoon bandha
Kaisi woh baatein thi jo
Main samajh na saka
Tune hai dil jo diya
Usme nafrat hai bhara
Jhootha hai jo pyaar woh tera
Kyun sach mujhe lagne laga
Jiss pyaar mein kaid tha main
Uss se karde tu riha
Dhoondha toh khuda mila
Mere yaara mujhe kyun na wafa mila
Chhooti yeh mohobbat kahin
Toota mera dil toh, fasana mila
Dhoondha toh khuda mila
Mere yaara mujhe kyun na wafa mila
Chhooti yeh mohobbat kahin
Toota mera dil toh, fasana mila
Lyrics by DiG