Skip to content

Gun Guna Rahe Hai Bhanvare (Revival)

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Gunguna Rahe Hain Bhanwar Khil Rahi Hai Kali Kali... (2) Gali Gali Kali Kali Gunguna Rahe... Mm. Aa. Zara Dekho Sajan Be-Imaan Bhanwra Kaise Muskaaye Haay Kali Yu Sharmaaye Ghunghat Mein Jaise Koyi Chhup Jaaye Haay Zaraa... Haay Kali... Ritu Aisi Haaye Kaisi Ye Pawan Chali Gali Gali Gunguna Rahe... Gali Gali Kali Kali Gunguna Rahe... Mm. Aa. Kisi Ko Kya Kahe Ham Dono Bhi Hain Dekho Kuch Khoye Khoye Huwe Kya Oye Oye Jaage Jiya Mein Armaan Soye Soye Kisi Ko... Khoye Huwe Kya... Ritu Aisi Haaye Kaisi Ye Pawan Chali Gali Gali Gunguna Rahe... Gali Gali Kali Kali Gunguna Rahe... Aa... Suno Paas Na Aao, Kaliyo Ke Bahaane Pyaar Na Jataao Jaao Chalo Baat Na Banaao Bhanwre Ke Bahaane Aankh Na Ladaao Jaao Suno Paas... Jaao Chalo Baat... Ritu Aisi Haaye Kaisi Ye Pawan Chali Gali Gali Gunguna Rahe... Gunguna Rahe... Gali Gali Kali Kali ...