Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hum Bekhudi Mein ๐ฅ
King
Popularity ยท Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
haa!!
Tumpe marna bhi seekh gaye
Baatein karna bhi seekh gaye
Tum to rahe ji Ott me chhupke
Hum bewajah tumhari yaado me bheeg gaye
haa!!
tum yu aankhe meech gaye
hume dard hua cheekh gaye
par kabhi nahi feri nazar
or tum bole kyu purani baato ko kheech gaye
Sab aankho ke samne hai
Dikh gaya anjaam ye hai
Gale ke neeche mere utre do pegg
tab jana mene tere diye ghum ka aram ye hai
par tajjub ki baat ye hai
mere hatho me jaam ye hai
mujhe dikhe isme nachti tu
tujhe hotho se chhulu to log kehte badnaam ye hai
Hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
Hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
teri baatein nashili
mujhe mere hotho se peeni
meri jana agar so jau me
tu firse jaga de
sunani hai mujhe kahaniya
jis andaz me tune kahi nai
mere jana sab jeeta padha hu
bss tu hi hara de
Tasveere daali vohi mene kheechi jo thi
jab hum ek sath the
tujhe hosh bhi hai kitna rota hai dil jab hoti hai baat ye?
ke mein tha vohi par tu vo nahi jo aj dikhti hai samne
or kyu ho rahi is gaane me bhi lage teri hi baat ye
haa!!
ise ek tarfa rehne de
muje do tarfa kehne de
ke ghumo ki hai jitni wajah
meri aankho ko chhod is botal se behne de
muje madhosh rehne de
na manunga kehne se
kahi aake kisi mod pe ho sake to de ja wafa.. na to fir rehne de!
Hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
Hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
Tumpe marna bhi seekh gaye
Baatein karna bhi seekh gaye
Tum to rahe ji Ott me chhupke
Hum bewajah tumhari yaado me bheeg gaye
tum yu aankhe meech gaye
hume dard hua cheekh gaye
par kabhi nahi feri nazar
or tum bole kyu purani baato ko kheech gaye
ย