Skip to content

Chandi Ki Daal Par

Salman Khan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Rani, Dekh Raja Yeh Matki Ek Fatki Mein Todta Hai ★★★★★★★★★★ Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chor Chor Chor, Bole Mor Mor Mor Mere Dil Ka Hai Woh Chitchor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor ★★★★★★★★★★ Mausam Bada (Beimaan Hai) Dil Ye Mera (Pareshaan Hai) Mausam Bada (Beimaan Hai) Dil Ye Mera (Pareshaan Hai) Samjhaun Kaise, Yeh Dil Hai Deewana Bas Mein Nahin Dil Ka, Ye Aana Jaana Hoti Hai Zaalim, Yeh Dil Ki Lagi Hoti Hai Zaalim, Yeh Dil Ki Lagi Ja Re Ja Deewane Ja, Aisi Baat Na Bada Ja Re Ja Deewane Ja, Aisi Baat Na Bada Aya Hai Lekar, Yeh Toli Kahin Se Kissa Suna Hoga Tumne Kisise Choron Ko Bhi Padh Jaate Hain Mor Choron Ko Bhi Padh Jaate Hain Mor ★★★★★★★★★★ Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor ★★★★★★★★★★ Matki Dikha (Tu Todh Ke) Ya Daud Ja (Gali Chhodh Ke) Matki Dikha (Tu Todh Ke) Ya Daud Ja (Gali Chhodh Ke) Aaye Gaye Tujhse Kitne Tapori Matki Abhi Tak Hai, Ye Kori Kori Peeche Hataale, Apne Kadam Peeche Hataale, Apne Kadam Teri Matki Todenge, Aise Hum Na Chhodenge Teri Matki Todenge, Aise Hum Na Chhodenge Mausam Jawaani Ke Na Beet Jaayen Kissa Suno Ek Hum Bhi Sunayen Choron Ke Ghar Bhi Aate Hain Chor Choron Ke Ghar Bhi Aate Hain Chor ★★★★★★★★★★ Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor Chor Chor Chor, Bole Mor Mor Mor Mere Dil Ka Hai Woh Chitchor Chandi Ki Daal Par, Sone Ka Mor Taak Jhaak Taak, Kare Neeche Ka Chor ★★★★★★★★★★