Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Laajawaab
Anand Bhaskar Collective
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Lo dekh lo
Woh ho gaya
Jo tumne kabhi
Socha Na tha
Lo dekh lo
Hum aa gaye
Karne tumhe
Phir benaqaab
Hai bepanaah
Josh-e-Jigar
Tumhaara zeher
Hai be-asar
Socha tha kya hum badal jaayenge kyonki
Hum toh wahin hain jo hum the janaab!
Haan, hum hain laajawaab!
Haan, hum hain laajawaab!
Hai kehna tumhaara
Na sunna dobaara
Dhadhakta ye paara hai josh-e-ziist ka!
Yeh vaada humaara
Na tootega yaara
Bhabhakta rahega humaara inquilaab!
Chalta rahega yeh jalta rahega
Yeh jazba hi munh tod dega jawaab!
Socha tha kya hum badal jaayenge kyonki
Hum toh wahin hain jo hum the janaab!
Haan, hum hain laajawaab!
Haan, hum hain laajawaab!