Dhundla Jo Sama Bandha
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
yeh aankhein tarsi tarsi barkha barsi barsi
aansuon ki baarishon mein dekho muskuraahato ka silsila hai
phool raahato ka yeh khila hai
kho gaya tha bheed mein kahin jo hamnawa woh fir aaj mila hai
pyaar ka hasin sila hai haan
o sajni sine se lagke tu rone de
jindagi ke aas paas aise saath rehte na
chala pata chuti kab haath se
aaj yu magar nazar ne chupke hamko hai
yeh fir diya bata woh sath hai
dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai
shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai

yeh hai tere hi khaateer baliye haajir jile yeh nayi si subah
muskura muskura muskura
khushgawaar pal hai aaj aise jhamke barsi yun ghata zara
bhigi hai saans bhi
ik nayi kiran ho saath jaise goonji ik nayi sada zara hai roshni
dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai
shaayad waqt ne tere sang kiya yeh pyaara insaaf hai
dhundla jo sama bandha haan woh aaj saaf hai
yeh hai tere hi khaateer baliye haajir jile nayi si subah
muskura muskura