Christmas Ka Raja
Yeshua Ministries
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ek tara jo aasama mein chamka
Jag sara uss raat roshan hua
Ek raja charani mein paida hua
Masiha uddhar karne wala
Hai yeh khush khabar
Aaya vo bankar
Khudavand ka beta
Aaj ke din aur sada
Gayenge hum teri mahima
Christmas ka hai
Tu hi raja
Yeshu mashih
Ujjala tara
Shanti ka vo hai shehzada
Immanuel vo hai humare saath
Parameshwar pitah ka bheja hua
Zariya vo hi toh hai jeevan ka
Hai yeh khush khabar
Aaya vo bankar
Khudavand ka beta
Aaj ke din aur sada
Gayenge hum teri mahima
Christmas ka hai
Tu hi raja
Yeshu mashih
Ujjala tara
O pyar aya banke insaan
Uss pyaar ka naam
Hai Yeshua (hai Yeshua)
Mujh par hua
Vo meherbaan
Mujh bejaan ko zinda kiya
O pyar aya banke insaan
Uss pyaar ka naam
Hai Yeshua
Mujh par hua
Vo meherbaan
Mujh bejaan ko zinda kiya
Aaaa
Aaj ke din aur sada
Gayenge hum teri mahima
Christmas ka hai
Tu hi raja
Yeshu masih
Ujjala tara
Yeshu masih
Hai zinda khuda
Yeshu masih Christmas ki vajah