Skip to content

Na Jane Kya Hua - Dard

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Khila gulab ki tarah mera badan Nikhar-nikhar gayi, sanwar-sanwar gayi Nikhar-nikhar gayi, sanwar-sanwar gayi Bana ke aayina tujhe, ae, jaan-e-mann Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Bikhra hai kajal fiza mein, bheegi-bheegi hain shaamein Boondo ki rimjhim se jaagi aag thandi hawa mein Aaja, sanam, ye hansi aag hum le dil mein basa Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Khila gulab ki tarah mera badan Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Aanchal kahaan, main kahaan hoon? Ye mujhe hosh kya hai? Ye bekhudi tune di hai, pyar ka ye nasha hai Sun le zara, saaz-e-dil gaa raha hai nagma tera Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Khila gulab ki tarah mera badan Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Kaliyon ki ye sej mehke, raat jaage milan ki Kho jaayein dhadkan mein teri, dhadkanein mere mann ki Aa, paas aa, teri har saans mein main jaaun sama Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Khila gulab ki tarah mera badan Nikhar-nikhar gayi, sanwar-sanwar gayi Bana ke aayina tujhe, ae, jaan-e-mann Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Na jaane kya hua, jo tune chhu liya Na jaane kya hua, jo tune chhu liya