Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Neele Neele Ambar Par
Ash King
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Oonche oonche parvat
Jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar
Jab choomta hai saagar ko
Oonche oonche parvat
Jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar
Jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko
Baahon mein basne ko
Dil mera lal-chaaye
Koi toh aa jaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye
Haan thande thande jhonke
Jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen
Jab gaalon ko chhoo jaaye
Thande thande jhonke
Jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen
Jab gaalon ko chhoo jaaye
Saanson ki garmi ko
Haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye
Koi toh chhoo jaaye
Aisa koi saathi ho
Aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par
Chaand jab aaye
Pyaar barsaaye
Humko tarsaaye